NAJANE KAHA KHO RAHA HOON ME !
Najane kaha kho raha hoon me,
Kuch bhool raha hoon me.

Kuch bhool raha hoon me.
Is Bhid me hum daud rahe hai,
Najane kise khoj rahe hai .
Chakravyuh sa lagta hai yeh ,
Todke bhi na tod payenge ise,
Roz ki is daud me apne aap ko kho raha hoon me ,
Kuch bhool raha hoon me !